C

II. 122. koi prem ki peng jhulao re

koi prem ki peng jhulao re
bhuj ke khamb aur prem ke ras se,
tan-man aaju jhulao re
nanad baadar kee jhar laao,
shyaam ghataa ur chhao re
aavat aavat shrut kee raah par,
phikar piyaa ko sunaavo re
kahat Kabir suno bhaai saadho,
piyaa ko dhyaan chit laavo re

Hang up the swing of love to-day!
Hang the body and the mind between the arms of the Beloved, in the ecstasy of love's joy:
Bring the tearful streams of the rainy clouds to your eyes, and cover your heart with the shadow of darkness:
Bring your face nearer to His ear, and speak of the deepest longings of your heart. Kabir says: "Listen to me, brother! bring the vision of the Beloved in your heart."